Introduction: Phir Bhi Yeh Socha Dil Ne Song Lyrics
Among the recent tunes that have struck a resonant chord with the masses is “Phir Bhi Yeh Socha Dil Ne.”
Its enchanting lyrics have sparked a wave of fascination, especially among the youth in India, who find solace and meaning in its verses.
Chahun Main Ya Naa Song Lyrics
Tu hi ye mujhko bata de
Chahun main ya naa
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya naa
Tu hi ye mujhko bata de
Chahun main ya naa
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya naa
Itna bata doon tujhko
Chaahat pe apni mujhko
Yun tto nahi ikhtiyaar
Phir bhi yeh socha dil ne
Ab jo laga hoon milne
Poochhu tujhe ek baar
Tu hi ye mujhko bata de
Chahun main ya naa
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya naa
Aisi kabhi pehle hui naa thi khwaahishein
O.. kisi se bhi milne ki
Naa ki thi koshishein
Uljhan meri suljha de
Chaahun main ya naa
Aankhon aankhon mein jataa de
Chaahun main ya naa
Mere chhote chhote khwaab hain
Khwabon mein geet hain
Geeton mein zindagi hai
Chaahat hai, preet hai
Abhi main na dekhoon khwaab woo
Jin mein na tu mile
Le khole honth maine
Ab tak the jo sile
Mujhko na jitna mujh pe
Utna iss dil ko tujh pe
Hone laga aitbaar
Tanha lamhon mein apne
Bunti hoon tere sapne
Tujhse hua mujhko pyaar o o…
Poochungi tujhko kabhi naa
Chaahun main ya naa
Tere khaabon mein ab jeena
Chaahun main kyun naa!
Tu hi yeh mujhko bata de
Chahun main ya naa
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya naa
Chahun Main Ya Naa Song Credits
Song | Chahun Main Ya Naa |
Singer | Arijit Singh, Palak Muchhal |
Lyrics | Irshad Kamil |
Muisc | Jeet Gangulli |
Exploring the Lyrics: Phir Bhi Yeh Socha Dil Ne Song Lyrics
The lines “Phir Bhi Yeh Socha Dil Ne” serve as an anchor to the song’s essence, encapsulating the human tendency to ponder, reflect, and ultimately find solace in the maze of life’s uncertainties.
It’s a reminder that amidst the chaos, there’s always a ray of hope, a flicker of resilience that keeps us going.
Conclusion: Phir Bhi Yeh Socha Dil Ne Song Lyrics
“Phir Bhi Yeh Socha Dil Ne” isn’t just a song; it’s an emotion, a sentiment that transcends boundaries.
Through its soul-stirring lyrics and captivating melody, it has etched itself into the hearts of millions, becoming a timeless classic in the realm of Indian music.