Teri Wafaon Pe Bharosa Karoon Lyrics: A Heartfelt Melody
The lyrics of “Teri Wafaon Pe Bharosa Karoon” from the song “Hum To Deewane Huye” beautifully express the trust and devotion in a relationship.
Sung by Alka Yagnik and Abhijeet, with music by Anu Malik and lyrics by Sameer, this soulful track resonates with emotions of love and faith. Its heartfelt lines continue to captivate listeners, leaving a lasting impact on the heart.
Teri Wafaon Pe Bharosa Karoon Lyrics
Dil kyon dhak dhak karta hai
Kyon ye tujhpe marta hai
Dil kyon dhak dhak karta hai
Kyon ye tujhpe marta hai
Dil tujhko hi chaahe baar baar
Arre oye oye oye oye
Hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar
Ki ab kya karein hum hey hey
Kaise jeeyein hum hey hey
Itna bata de o mere yaar
Hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar
Ki ab kya karein hum la la
Kaise jeeyein hum la la
Itna bata de o mere yaar
Hey hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar
Rakhloon nazar mein chehra tera
Din raat uspe marta rahoon
Jab tak ye saansein chalti rahein
Tujhse mohabbat karta rahoon
Itna jo chahoge meri kasam
Sab kuchh luta doongi tujhpe sanam
Tumne kiya hai bekaraar
Bekaraar bekaraar bekaraar
Arre oye oye oye oye
Hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar
Ki ab kya karein hum aa ha
Kaise jeeyein hum aa ha
Itna bata de o mere yaar
Hey hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar
Bharke mujhe apne aagosh mein
Soja mere gesuon ke taley
Ter siva kuchh nazar aaye na
Aise lagale mujhko galey
Teri wafaon pe bharosa karoon
Tujhse kabhi na dhokha karoon
Tune kiya hai aitbaar
Aitbaar aitbaar aitbaar
Arre oye oye oye oye
Hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar
Ki ab kya karein hum hey hey
Kaise jeeyein hum hey hey
Itna bata de o mere yaar
Hey hum to deewane huay yaar
Haan haan tere deewane huay yaar.
Song Credits
Song | Hum To Deewane Huye |
Singer | Alka Yagnik, Abhijeet |
Lyrics | Sameer Anjaan |
Music | Anu Malik |
Social Media Buzz | Teri Wafaon Pe Bharosa Karoon Lyrics
Social media is buzzing with reels and videos where people are expressing their emotions through this line. The magic of the song is not just in its melody but also in how relatable these words are for so many people.
Conclusion: Teri Wafaon Pe Bharosa Karoon Lyrics
In conclusion, this simple, heartfelt line from “Hum To Deewane Huye” has managed to capture the attention of millions, young and old, in India and beyond.
It’s the perfect example of how a song lyric can transcend time, age, and even social media platforms.