Tu Jaane Na Jaane Hain Tere Deewane Lyrics | Arijit Singh | Amaal Mallik

Tu Jaane Na Jaane Hain Tere Deewane Lyrics
Tu Jaane Na Jaane Hain Tere Deewane Lyrics

Introduction : Tu Jaane Na Jaane Hain Tere Deewane Lyrics

“Tu Jaane Na Jaane Hain Tere Deewane Lyrics” This catchy line has been making waves, especially among the younger crowd in India, and for good reason.

Let’s dive into why these lines are striking a chord with so many and why they’re becoming the go-to choice for creating those perfect social media reels.

Tu jaane na jaane hai tere deewane
Tujhko hai mana sanam
Tere paas aane ke dhoondhu bahane
Zara tu badha ek kadam

Kya dil chahta hai na puchho humein tum
Bas itna pata hai kisi ke nahi honge hum

Zaroorat se zyada hua main tumhara
Haan ab pyaar hoga na kam

Banaana sake jo tumhe hum hamara
Toh lenge dobaara janm
Toh lenge dobara janam

Kuch bataana tha tumhe jo kabhi na keh saka
Aane mein deri hui main zara hi door tha

Ek adhoore mod pe reh gaya yeh silsila
Ab use samet le jo bhi baaki hai bachha

Mujhe muskuraana sikhate sikhate
Bata de kahaan tu chala chhod ke aankhen nam

Zaroorat se zyada hua main tumhara
Ab pyaar hoga na kam,
Banaana sake jo tumhe hum hamara,

To lenge dobaara janm
To lenge dobaara janam.

SongZaroorat Se Zyada
SingerArijit Singh & Amaal Mallik
StarringArijit Singh, Amaal Mallik & Tamannaah 
LyricsKunaal Vermaa
MusicAmaal Mallik
MovieVedaa

The Magic of the Lyrics : Tu Jaane Na Jaane Hain Tere Deewane Lyrics

The lyrics of “Tu Jaane Na Jaane Hai Tere Deewane Lyrics” sung by Arijit Singh and Amaal Mallik, have a unique blend of emotion and relatability that makes them stand out.

The line itself, which translates to “Whether you know or not, I am crazy about you,” captures the essence of being deeply infatuated and feeling that your emotions are both intense and somewhat misunderstood.

Conclusion : Tu Jaane Na Jaane Hain Tere Deewane Lyrics

“Tu Jaane Na Jaane Hain Tere Deewane Lyrics” has become more than just a line from a song; it’s a reflection of the deep and sometimes overwhelming feelings that come with being in love.

Its rise in popularity on social media platforms like Instagram, Facebook, and YouTube is a testament to how powerful and relatable music can be.

Scroll to Top